Song Title: Bahon Mein Chale Aao
Film: Anamika
Singer: Lata Mangeshkar
Music: R D Burman
Lyric: Majrooh Sultanpuri
Cast: Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan, Ramesh Behl, Achla Sachdev, Narendra Nath, Iftekhar, Asrani, A K Hangal, Helen, Baby Pinky, Meena T, Indu Shivraj, Yunus Parvez, Raja Duggal, Shiraz Moti, Chandrashekhar, Rajendra Nath, Ashoo, Raj Narayan, Amarjeet, Rajendra Singh, Kamal, Ratna, Monto, Prabhakar, Aslam, Raj Kishore, H Prakash

Bahon Mein Chale Aao
baho me chale aao - (2)
ho hamse sanam kya parda, oh hamse sanam kya parda
yeh aaj kaa nahee milan, yeh sang hai umar bhar kaa
baho me chale aao, ho hamse sanam kya parda
oh hamse sanam kya parda
mm oh (chale hee jana hai najar churake yun
phir thami thi sajan tumne meri kalayi kyun hmm) - (2)
kisi ko apna banake chhod de, aisa koyi nahee karta

(kabhi kabhi kuch toh kaha piya hamse
ke kam se kam aaj toh khulke milo jara hamse, hm) - (2)
hai rat apne, jo tum ho apne, kisi kaa phir hame darr kya
baho me chale aao oh hamse sanam kya parda
ho hamse sanam kya parda

No comments :
Post a Comment
Leave your feedback