Song Title: Be Intehaan
Film: Race 2
Singer: Atif Aslam, Sunidhi Chauhan
Music: Pritam Chakraborty
Lyric: Mayur Puri
Cast: Saif Ali Khan, Anil Kapoor, John Abraham, Deepika Padukone, Jacqueline Fernandez, Ameesha Patel
Film: Race 2
Singer: Atif Aslam, Sunidhi Chauhan
Music: Pritam Chakraborty
Lyric: Mayur Puri
Cast: Saif Ali Khan, Anil Kapoor, John Abraham, Deepika Padukone, Jacqueline Fernandez, Ameesha Patel
Be Intehaan
suno na kahe kya suno na
dil mera suno na sun lo jara
teri baho me mujhe rehna hai raat bhar
teri baho me hogi subah
be intiha, be intiha be intiha
yu pyar kar yu pyar kar be intiha
dekha karu sari umar
tere nishan be intiha
koi kasar na rahe
meri khabar na rahe
chule mujhe is kadar be intiha
jab sanso me teri sanse ghuli
to phir sulagane lage
ehsas mere mujhse kehne lage
ha baho me teri aake jahan ko
yu simatne lage
sailab jaise koi bahane lage
khoya hu mai aagosh me
tu bhi kaha ab hosh me
makhmali raat ki ho na subah
be intiha, be intiha yu pyar kar be intiha
gustakhiya kuch tum karo
kuch ham kare is tarah
sharma ke do saye hai jo
muh pher le hamse yaha
ha chhu to liya hai ye jism tune
ruh bhi chum le
alfaz bhige bhige kyu hai mere
ha yu chur ho ke
majbur ho ke katra katra kahe
ehsas bhige bhige kyu hai mere
do bekhabar bhige badan
ho besabar bhige badan
le raat bar angdaiya
be intiha, be intiha yu pyar kar be intiha
dekha karu sari umar
tere nishan be intiha
koi kasar na rahe
meri khabar na rahe
chhu le mujhe is kadar be intiha
dil mera suno na sun lo jara
teri baho me mujhe rehna hai raat bhar
teri baho me hogi subah
be intiha, be intiha be intiha
yu pyar kar yu pyar kar be intiha
dekha karu sari umar
tere nishan be intiha
koi kasar na rahe
meri khabar na rahe
chule mujhe is kadar be intiha
jab sanso me teri sanse ghuli
to phir sulagane lage
ehsas mere mujhse kehne lage
ha baho me teri aake jahan ko
yu simatne lage
sailab jaise koi bahane lage
khoya hu mai aagosh me
tu bhi kaha ab hosh me
makhmali raat ki ho na subah
be intiha, be intiha yu pyar kar be intiha
gustakhiya kuch tum karo
kuch ham kare is tarah
sharma ke do saye hai jo
muh pher le hamse yaha
ha chhu to liya hai ye jism tune
ruh bhi chum le
alfaz bhige bhige kyu hai mere
ha yu chur ho ke
majbur ho ke katra katra kahe
ehsas bhige bhige kyu hai mere
do bekhabar bhige badan
ho besabar bhige badan
le raat bar angdaiya
be intiha, be intiha yu pyar kar be intiha
dekha karu sari umar
tere nishan be intiha
koi kasar na rahe
meri khabar na rahe
chhu le mujhe is kadar be intiha
No comments :
Post a Comment
Leave your feedback