Lyrics World

Collection New and Old Hindi Songs Lyrics from Bollywood Movies, New and Old Bengali Songs Lyrics from Bengali Movies, Hindi Songs Lyrics in Hindi Font, Bangla Songs Lyrics in Bangla Font. www.songslyricworld.com

Showing posts with label Asha Bhosle. Show all posts

Mera Naam Hai Shabnam


Kati Patang - Mera Naam Hai Shabnam hindi lyrics By Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mukesh

Video of the song from Youtube :
Song Title: Mera Naam Hai Shabnam
Film: Kati Patang
Singer: Asha Bhosle
Music: R D Burman
Lyric: Anand Bakshi
Cast: Rajesh Khanna, Asha Parekh, Prem Chopra, Nasir Husain, Bindu, Birbal, Honey Irani, Satyen Kappu, Madan Puri, Chandrashekhar, Daisy Irani, Lalita Kumari, Jr Mehmood, Tiwari, Sulochana, Lata Sinha

Mera Naam Hai Shabnam

meraa nam hai shabnam, pyar se log mujhe kahte hain shabbo
ta ra ru ru ta ra - (2)
ta ra ru ru ta ra ra ra ru ya
ha aah ha aah ha aah ha aah ha aah - (2)

ae pahchana mile the kabhee us rat ko
hmm daro nahee
bat hai woh raj kee, par raj raj hee rahega

meraa nam hai shabanam, pyar se log mujhe shabbo kahte hain
tumhara nam kya hai ha ha ha
nina mina anju ya manju, nina mina anju manju ya madhu
ha aah ha aah ha aah ha aah ha aah

hmm us roj rat bhar shahanai bajatee rahee
mai thee tum thee aur woh
unhoon sharmao nahee, ghabrao nahee
kahungi kisee se nahee
janti ho meraa nam hai shabnam
pyar se log mujhe shabbo kahte hain
tumhara nam kya hai hahaha
nina mina anju ya manju, nina mina anju manju ya madhu
ha aah ha aah ha aah ha aah ha aah

Logo Na Maaro Ise

Anamika - Logo Na Maaro Ise By Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Video of the song from Youtube :
Song Title: Logo Na Maaro Ise
Film: Anamika
Singer: Asha Bhosle
Music: R D Burman
Lyric: Majrooh Sultanpuri
Cast: Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan, Ramesh Behl, Achla Sachdev, Narendra Nath, Iftekhar, Asrani, A K Hangal, Helen, Baby Pinky, Meena T, Indu Shivraj, Yunus Parvez, Raja Duggal, Shiraz Moti, Chandrashekhar, Rajendra Nath, Ashoo, Raj Narayan, Amarjeet, Rajendra Singh, Kamal, Ratna, Monto, Prabhakar, Aslam, Raj Kishore, H Prakash

Logo Na Maaro Ise

logo na maaro ise
yahi to meraa diladaar hai
dil se jo dil takaraaye
nahi dushamani ye pyaar hai
ham zaraa jo ulajh gaye
kyun ladaa_i samajh gaye?
pyaari pyaari ye thi hamaari
mohabbat ki dil_lagi zaraa
(kaahe ko ruthaa divaanaa meraa?
tu hi to sapanaa suhaanaa meraa
ye lo saiyaa mai hi haari
ulataa padaa nishaanaa meraa ) /-2
tut tut tut tut
kaahe ko ruthaa divaanaa meraa

yun to shuru se hun mai
tum hi par ye dil haare hue
lekin khafaa hoke tum
to aaj aur bhi pyaare hue
pyaar thaa to sataayaa tumhe
rang adaa kaa dikhaayaa tumhe
kaisaa naadaan bholaa bhaalaa
abhi tak hai mastaanaa meraa
kaahe ko ruthaa divaanaa meraa

tere milan se yun hi
mahakataa rahe meraa jahaan
sadaa saji rahun gale
kabhi na dhale ab ye samaa
teri chaahat javaani meri
teraa gam zidagaani meri
tujh ko chaahun tujhi ko pujun
yahi bas ho afasaanaa meraa
kaahe ye ruthaa divaanaa meraa 

Jau To Kaha Jau Sab Kuch Yahi Hai

Anamika - Jau To Kaha Jau Sab Kuch Yahi Hai By Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Video of the song from Youtube :
Song Title: Jau To Kaha Jau Sab Kuch Yahi Hai
Film: Anamika
Singer: Asha Bhosle
Music: R D Burman
Lyric: Majrooh Sultanpuri
Cast: Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan, Ramesh Behl, Achla Sachdev, Narendra Nath, Iftekhar, Asrani, A K Hangal, Helen, Baby Pinky, Meena T, Indu Shivraj, Yunus Parvez, Raja Duggal, Shiraz Moti, Chandrashekhar, Rajendra Nath, Ashoo, Raj Narayan, Amarjeet, Rajendra Singh, Kamal, Ratna, Monto, Prabhakar, Aslam, Raj Kishore, H Prakash

Jau To Kaha Jau Sab Kuch Yahi Hai

jau to kaha jau
jau to kaha jau sab kuch yahi hai
tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
jau to kaha jau sab kuch yahi hai
tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
jau to kaha jau

jaise bhi roko bihari mohe jag to pukare
bihari mohe tere dawar aake
ha tere dawar aake jana nahi hai
jau to kaha jau sab kuch yahi hai
tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
jau to kaha jau

prit tere sang jodi piya
chunari tere rang audhi piya
kahi aur ghunghata
kahi aur ghunghata
uthana nahi hai
jau to kaha jau sab kuch yahi hai
tere ghar bahar to na duniya nasin hai
jau to kaha jau sab kuch yahi hai
tere ghar ke bahar to na duniya nadin hai
jau to kaha jau

Aaj Ki Raat Koi Aane Ko Hai Re Baba

Anamika - Aaj Ki Raat Koi Aane Ko Hai Re Baba By Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Video of the song from Youtube :
Song Title: Aaj Ki Raat Koi Aane Ko Hai Re Baba
Film: Anamika
Singer: Asha Bhosle
Music: R D Burman
Lyric: Majrooh Sultanpuri
Cast: Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan, Ramesh Behl, Achla Sachdev, Narendra Nath, Iftekhar, Asrani, A K Hangal, Helen, Baby Pinky, Meena T, Indu Shivraj, Yunus Parvez, Raja Duggal, Shiraz Moti, Chandrashekhar, Rajendra Nath, Ashoo, Raj Narayan, Amarjeet, Rajendra Singh, Kamal, Ratna, Monto, Prabhakar, Aslam, Raj Kishore, H Prakash

Aaj Ki Raat Koi Aane Ko Hai Re Baba

aaj ki raat koi aane ko hai
re baba re baba re baba
intjar aur todha intjhar
aaj ki raat koi aane ko hai re baba
use dene uthne de kadam
phir kar lena jee bar ke pyar

lute hai mujhko meri jawani ka dushaman
hui kab se sambhale tu tu bachale bachale
aise na ho re lut jaye tera pyar
aaj ki raat koi aane ko hai re
aaj ki raat koi aane ko hai
re baba re baba re baba
intjar aur todha intjhar
aaj ki raat koi aane ko hai re baba
use dene uthne de kadam
phir kar lena jee bar ke pyar

aaja ab to aaja na aaja na

aaj ki raat koi aane ko hai
re baba re baba re baba
intjar aur todha intjhar
aaj ki raat koi aane ko hai re baba
use dene uthne de kadam
phir kar lena jee bar ke pyar