Lyrics World

Collection New and Old Hindi Songs Lyrics from Bollywood Movies, New and Old Bengali Songs Lyrics from Bengali Movies, Hindi Songs Lyrics in Hindi Font, Bangla Songs Lyrics in Bangla Font. www.songslyricworld.com

Showing posts with label Mithoon. Show all posts

Aakhri Kadam Tak Song Lyrics and Video - Khuda Haafiz (2020) || Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi | Sonu Nigam


Aakhri Kadam Tak Song Lyrics and Video - Khuda Haafiz (2020) || Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi | Sonu Nigam
Hindi Songs Lyrics of Aakhri Kadam Tak From Hindi action thriller movie Khuda Haafiz is directed by Faruk Kabir. It stars Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi. The music has been composed and lyrics written by Mithoon.

Title: Aakhri Kadam Tak
Movie: Khuda Haafiz
Singer: Sonu Nigam
Lyricist: Mithoon
Music Director: Mithoon
Cast: Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi.

Khuda Haafiz is an upcoming Hindi action thriller movie written and directed Faruk Kabir. It stars Vidyut Jammwal and Shivaleeka Oberoi in lead roles, with Annu Kapoor, Aahana Kumra and Shiv Pandit in supporting roles. The film is inspired by true events and follows Sameer Chaudhary, a young man who races against time to rescue his kidnapped wife Nargis from flesh traders. It will release on 14 August 2020 on Disney+Hotstar.

Aakhri Kadam Tak Song's Video :


Aakhri Kadam Tak Song Lyrics

Nazron se karam tak
Imaan se dharam tak

Nazron se karam tak
Imaan se dharam tak

Haqeeqat se lekar bharam tak
Duaa se asar tak
Yeh saare safar tak
Farishton ke roshan shehar tak

Aansu se jashan tak
Junoon se janam tak
Sehre ko saja ke kafan tak

Tere sang hoon aakhri kadam tak
Tere sang hoon aakhri kadam tak
Tere sang hoon aakhri kadam tak

Yeh raat kaali dhal jaayegi
Ulfat ki hogi phir se subah
Jis desh aansu na dard pale
Hai waada main tujhse milunga wahaan

Zakhmon se marham tak
Judaa se milan tak
Doli mein bitha ke dafan tak

Tere sang hoon aakhri kadam tak
Tere sang hoon aakhri kadam tak
Tere sang hoon aakhri kadam tak

Aa.. aa..
Tere sang hoon aakhri kadam tak..

Khuda Haafiz Songs Lyrics:

Khuda Haafiz Title Song Lyrics - Vishal Dadlani
Jaan Ban Gaye Song Lyrics - Mithoon, Vishal Mishra & Asees Kaur
Mera Intezaar Karna - Armaan Malik

Mera Intezaar Karna Song Lyrics and Video - Khuda Haafiz (2020) || Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi | Armaan Malik


Mera Intezaar Karna Song Lyrics and Video - Khuda Haafiz (2020) || Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi | Armaan Malik
Hindi Songs Lyrics of Mera Intezaar Karna From Hindi action thriller movie Khuda Haafiz is directed by Faruk Kabir. It stars Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi. The music has been composed and lyrics written by Mithoon.

Title: Mera Intezaar Karna
Movie: Khuda Haafiz
Singer: Armaan Malik
Lyricist: Mithoon
Music Director: Mithoon
Cast: Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi.

Khuda Haafiz is an upcoming Hindi action thriller movie written and directed Faruk Kabir. It stars Vidyut Jammwal and Shivaleeka Oberoi in lead roles, with Annu Kapoor, Aahana Kumra and Shiv Pandit in supporting roles. The film is inspired by true events and follows Sameer Chaudhary, a young man who races against time to rescue his kidnapped wife Nargis from flesh traders. It will release on 14 August 2020 on Disney+Hotstar.

Mera Intezaar Karna Song's Video :


Mera Intezaar Karna Song Lyrics

Phir chandani raatein wo aayengi
Phir se milenge hum sanam
Phir roshni khidki se aayegi
Phir hum pe hoga kuch karam

Phir waadon se hoke
In khawabon ko bo ke
Ye rishta nibhayenge hum

Phir barsega saawan
Mehkega wo aangan
Ke aayega mohabbat ka mausam

Subah ko jaga ke tu khud ko saja ke
Mera hi deedar karna

Mera intezaar karna
Mera intezaar karna
Zara aitbaar karna
Mera intezar karna

Mera intezar karna
Mera intezaar karna
Zara aitbaar karna
Mera intezar karna..

Khuda Haafiz Songs Lyrics:

Khuda Haafiz Title Song Lyrics - Vishal Dadlani
Jaan Ban Gaye Song Lyrics - Mithoon, Vishal Mishra & Asees Kaur
Aakhri Kadam Tak - Sonu Nigam

Khuda Haafiz 2020 Hindi Movie Songs Lyrics and Video | Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi

Hindi Songs Lyrics From Hindi Action Thriller Movie Khuda Haafiz is directed by Faruk Kabir and produced by Kumar Mangat Pathak & Abhishek Pathak. It stars Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi.
Khuda Haafiz 2020 Hindi Movie Songs Lyrics and Video | Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi

Singer(s): Vishal Dadlani, Mithoon, Vishal Mishra & Asees Kaur
Music Director(s): Mithoon
Lyricist(s): Sayeed Quadri
Cast: Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi.
Directed by: Faruk Kabir
Produced by: Kumar Mangat Pathak & Abhishek Pathak.

Khuda Haafiz is an upcoming Hindi action thriller movie written and directed Faruk Kabir. It stars Vidyut Jammwal and Shivaleeka Oberoi in lead roles, with Annu Kapoor, Aahana Kumra and Shiv Pandit in supporting roles. The film is inspired by true events and follows Sameer Chaudhary, a young man who races against time to rescue his kidnapped wife Nargis from flesh traders. It will release on 14 August 2020 on Disney+Hotstar.

Khuda Haafiz 2020 Hindi Movie Songs Lyrics & Videos:

Khuda Haafiz Title Song Lyrics - Vishal Dadlani
Jaan Ban Gaye Song Lyrics - Mithoon, Vishal Mishra & Asees Kaur
Aakhri Kadam Tak - Sonu Nigam
Mera Intezaar Karna - Armaan Malik

Khuda Haafiz 2020 Hindi Movie Trailer :

Khuda Haafiz Title Song Lyrics and Video - Khuda Haafiz (2020) || Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi | Vishal Dadlani


Khuda Haafiz Title Song Lyrics and Video - Khuda Haafiz (2020) || Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi | Vishal Dadlani
Hindi Songs Lyrics of Khuda Haafiz Title Song From Hindi action thriller movie Khuda Haafiz is directed by Faruk Kabir. It stars Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi. The music has been composed by Mithoon and lyrics written by Sayeed Quadri.

Title: Khuda Haafiz Title Song
Movie: Khuda Haafiz
Singer: Vishal Dadlani
Lyricist: Sayeed Quadri
Music Director: Mithoon
Cast: Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi.

Khuda Haafiz is an upcoming Hindi action thriller movie written and directed Faruk Kabir. It stars Vidyut Jammwal and Shivaleeka Oberoi in lead roles, with Annu Kapoor, Aahana Kumra and Shiv Pandit in supporting roles. The film is inspired by true events and follows Sameer Chaudhary, a young man who races against time to rescue his kidnapped wife Nargis from flesh traders. It will release on 14 August 2020 on Disney+Hotstar.

Khuda Haafiz Title Song's Video :


Khuda Haafiz Title Song Lyrics

Hum milenge phir kisi din
Tab talak khuda haafiz

Hum milenge phir kisi din
Tab talak khuda haafiz
Yeh judaiyan hain kuch din
Tab talak khuda haafiz

Pal yeh beet jaayega
Pyar laut aayega
Waqt ka behta yeh dariya
Phir kinare layega

Yaad rakhna mujhko mohsin
Tab talak khuda haafiz
Yeh judaiyan hain kuch din
Tab talak khuda haafiz

Khuda haafiz
Khuda haafiz
Khuda haafiz..

Khuda Haafiz Songs Lyrics:

Jaan Ban Gaye Song Lyrics - Mithoon, Vishal Mishra & Asees Kaur
Aakhri Kadam Tak Song Lyrics - Sonu Nigam
Mera Intezaar Karna Song Lyrics - Armaan Malik

Jaan Ban Gaye Song Lyrics and Video - Khuda Haafiz (2020) || Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi | Mithoon, Vishal Mishra & Asees Kaur


Jaan Ban Gaye Song Lyrics and Video - Khuda Haafiz (2020) || Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi | Mithoon, Vishal Mishra & Asees Kaur
Hindi Songs Lyrics of Jaan Ban Gaye From Hindi action thriller movie Khuda Haafiz is directed by Faruk Kabir. It stars Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi. The music has been composed and lyrics written by Mithoon.

Title: Jaan Ban Gaye
Movie: Khuda Haafiz
Singer: Mithoon, Vishal Mishra & Asees Kaur
Lyricist: Mithoon
Music Director: Mithoon
Cast: Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi.

Khuda Haafiz is an upcoming Hindi action thriller movie written and directed Faruk Kabir. It stars Vidyut Jammwal and Shivaleeka Oberoi in lead roles, with Annu Kapoor, Aahana Kumra and Shiv Pandit in supporting roles. The film is inspired by true events and follows Sameer Chaudhary, a young man who races against time to rescue his kidnapped wife Nargis from flesh traders. It will release on 14 August 2020 on Disney+Hotstar.

Jaan Ban Gaye Song's Video :


Jaan Ban Gaye Song Lyrics

Ehsaas ki jo jubaan ban gaye
Ehsaas ki jo jubaan ban gaye
Dil mein mere mehmaan ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahe
Aap humari jaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye

Aap hi rab aap imaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye

Qismat se humein aap humdam mil gaye
Jaise ki dua ko alfaaz mil gaye
Socha jo nahin woh hasil ho gaya
Chahun aur kya ke khuda de ab mujhe

Rab se mila ek ayaan ban gaye
Khwabo ka mere muqaam ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahe
Aap humari jaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye

Aap hi rab aap imaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye

Deen hai ilaahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Arz rubaani meri farz gawahi
Meri ishq hua mujhko

Deen hai ilaahi mera maan hai maahi
Mai to sajda karun unko
Arz rubaani meri farz gawahi
Meri ishq hua mujhko..

Khuda Haafiz Songs Lyrics:

Khuda Haafiz Title Song Lyrics - Vishal Dadlani
Aakhri Kadam Tak Song Lyrics - Sonu Nigam
Mera Intezaar Karna Song Lyrics - Armaan Malik

Chal Ghar Chalen Hindi Song Lyrics and Video - Malang (2020) || Aditya Roy Kapur, Disha Patani | Arijit Singh


Chal Ghar Chalen Hindi Song Lyrics and Video - Malang (2020) || Aditya Roy Kapur, Disha Patani | Arijit Singh

Hindi Songs Lyrics of Chal Ghar Chalen From Hindi romantic action thriller Movie Malang is directed by Mohit Suri.It stars Aditya Roy Kapur, Disha Patani, Anil Kapoor, Kunal Khemu. The music has been composed by Mithoon and lyrics written by Sayeed Quadri.

Title: Chal Ghar Chalen
Movie: Malang
Singer: Arijit Singh
Lyricist: Sayeed Quadri
Music Director: Mithoon
Cast: Aditya Roy Kapur, Disha Patani, Anil Kapoor, Kunal Khemu.

Malang is a 2020 Hindi romantic action thriller Movie directed by Mohit Suri and produced by Luv Ranjan, Ankur Garg, Bhushan Kumar, Krishan Kumar and Jay Shewakramani. It stars Aditya Roy Kapur, Disha Patani, Anil Kapoor and Kunal Khemu.

Synopsis : Advait Thakur played by Aditya Roy Kapur, is a young man who has been released from jail after five years. Inspector Anjaney Agashe (Anil Kapoor) is a rugged drug-addicted cop who gets rid of known criminals by killing them and making it look like an encounter. Upon release, Advait immediately calls Agashe and informs him of an upcoming murder. Michael Rodrigues (Kunal Khemu) is a cop who plays by the rules though his personal life is breaking down, as his wife, Teresa (Amruta Khanvilkar) is having an affair with another man. Advait visits Goa where he meets Sara (Disha Patani), a free-spirited girl who lives life unshackled. Opposites attract and all goes well until life turns upside down. Years later, Advait is on a killing spree with cops Aghase and Michael in his way.

Chal Ghar Chalen Hindi Song's Video :


Chal Ghar Chalen Song Lyrics

Pal pal mera tere hi sang bitana hai
Apni wafaon se tujhe sajana hai
Dil chahata hai tujhe kitna batana hai
Haan tere sath hi mera thikana hai

Ab thak chuke hain yeh kadam
Chal ghar chalen mere humdum
Honge juda na jab tak hai dum
Chal ghar chalen mere humdum

Taa-umra pyar na hoga kam
Chal ghar chalen mere humdum
Mere raho tum aur tere hum
Chal ghar chalen mere humdum

Khushbuon se teri mehke har ik kamra
Dar-o-deewar nahi kaafi hai teri panah
Sang tere pyar ka jahan basana hai

Jismein rahen tum aur hum
Chal ghar chalen mere humdum
Mere raho tum aur tere hum
Chal ghar chalen mere humdum

Khidki pe tu khada dekhe haan rasta mera
Aankhon ko har din mile yehi ik manzar tera
Bas ab teri baahon mein jaanam so jaana hai

Jaage huye raaton ke hum
Chal ghar chalen mere humdum
Honge juda na jab tak dum
Chal ghar chalen mere humdum

Taa-umra pyar na hoga kam
Chal ghar chalen mere humdum
Mere raho tum aur tere hum
Chal ghar chalen mere humdum..

Malang Songs Lyrics:

Malang Song Lyrics - Ved Sharma
Humraah Song Lyrics - Sachet Tandon
Phir Na Milen Kabhi Song Lyrics - Ankit Tiwari
Hui Malang Song Lyrics - Asees Kaur

Lo Safar Song Lyrics and Video - Baaghi 2 || Tiger Shroff, Disha Patani || Jubin Nautiyal


Lo Safar Song Lyrics and Video - Baaghi 2 Starring Tiger Shroff, Disha Patani Sung by Jubin Nautiyal
Title: Lo Safar
Movie: Baaghi 2
Singer: Jubin Nautiyal
Music :Mithoon
Lyricist: Sayeed Quadri
Cast: Tiger Shroff, Disha Patani.

'Lo Safar' the heart-touching love song from the upcoming Bollywood movie Baaghi 2, Featuring Tiger Shroff, Disha Patani. No matter the distance between Ronnie and Neha, their love is always special and will take you on a romantic tour.

Baaghi 2 is an action film produced by Sajid Nadiadwala and directed by Ahmed Khan. A Nadiadwala Grandson Entertainment production, presented by Fox Star Studios, the movie stars Tiger Shroff & Disha Patani in lead role. The movie is set to release on 30th March 2018.

Video of the song :


Lo Safar

Tumne jo hai maanga toh
Dil ye haazir ho gaya
Tumko maana manzil aur
Musafir ho gaya…
Tumne jo hai maanga toh
Dil ye haazir ho gaya
Tumko maana manzil aur
Musafir ho gaya…

Lo safar shuru ho gaya
Humsafar tu ho gaya
Lo safar shuru ho gaya
Mera humsafar tu ho gaya
hmm… ho…

Dil ki bechaini ko aaya
Ab kahin aaraam hai
Tu na ho to sochta dil
Tujhko subaho shaam hai
Iss kadar tu har ik pal mein
Mere shaamil ho gaya…

Lo safar shuru ho gaya
Humsafar tu ho gaya
Lo safar shuru ho gaya
Mera humsafar tu ho gaya

Jab se tumne baah thaami
Raaste aasaan hai
Khushnuma hai meri subahe
Dil nashin har shaam hai
Zindagi ke achepan se
Main bhi waaqif ho gaya

Lo safar shuru ho gaya
Humsafar tu ho gaya
Lo safar shuru ho gaya
Mera humsafar tu ho gaya

Other Songs :

Mundiyan - Navraj Hans, Palak Muchhal
O Saathi - Atif Aslam
Ek Do Teen - Shreya Ghoshal
Soniye Dil Nayi - Ankit Tiwari, Shruti Pathak
Get Ready To Fight Again - Anand Bhaskar, Jatinder Singh, Siddharth Basrur

Humnava Song Lyrics and Video - Hamari Adhuri Kahani 2015 || Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkumar Rao | Papon


Humnava Song Lyrics and Video - Hamari Adhuri Kahaani 2015 Starring Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkumar Rao Sung by Papon
Title: Humnava
Movie: Hamari Adhuri Kahaani
Singer: Papon
Music Director: Mithoon
Lyricist: Sayeed Quadri
Cast: Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkumar Rao.

Papon's soulful voice, Mithoon's romantic melody and Sayeed Quadri’s tender words 'Humnava' - be ready to fall in love all over again Starring Emraan Hashmi, Vidya Balan.

Fox Star Studios and Vishesh Films present 'Hamari Adhuri Kahaani' is an upcoming hindi romantic drama, directed by Mohit Suri, the film is produced by Mukesh Bhatt, in association with Mahesh Bhatt. Starring Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkumar Rao. The film is set to release on 12th June 2015.


Video of the song :


Humnava

Hey Humnava mujhe apna bana le
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

hmm.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

Kab se main dar dar phir raha
Musaafir dil ko panaah de
Tu awaargi ko meri aaj thehra de
Ho sake toh thoda pyaar jataa de
Sookhi padi iss dil ki zameen ko bhiga de

Murjhaayi si shaakh pe dil ki
Phool khilte hain kyun
Baat gulon ki zikr mehak ka
Acha lagta hai kyun
Un rango se tune milaaya
Jinse kabhi main mill na paaya

Dil karta hai tera shukriya
Phir se bahaare tu laa de
Dil ka soona banjar mehka de
Sukhi padi dil ki is zameen ko bhiga de

hmm.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

Waise toh mausam guzre hain
Zindagi mein kayi
Par ab naa jaane kyun mujhe wo
Lag rahe hain haseen

Tere aane par jaana maine
Kahin na kahin zinda hoon main
Jeene lagaa hoon main ab ye fizaayein
Chehre ko chhooti hawaayein

Inki tarah do kadam toh badha le
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de
O.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de


Other Songs :

Hamari Adhuri Kahani Title Song - Arijit Singh
Hasi - Ami Mishra
Ye Kaisi Jagah - Deepali Sathe
Hasi (female Version) - Shreya Ghoshal

Awaara Song Lyrics and Video - Alone 2015 || Bipasha Basu, Karan Singh Grover | Mithoon


Alone - Awaara Hindi Lyrics Sung By Altamash Faridi, Saim Bhatt Starring Bipasha Basu, Karan Singh Grover


The mesmerizing song of the year 'Awaara' from the movie Alone starring Bipasha Basu and Karan Singh Grover. This Song is sung by Altamash Faridi, Saim Bhatt, the music composed and lyrics penned by Mithoon.

Bollywood actress Bipasha Basu is all set to romance television hottie Karan Singh Grover in an upcoming horror love story tentatively titled ‘Alone’. ‘Alone’ is produced under the banner of Panorama Studios, produced by Kumar Mangat Pathak, Abhishek Pathak and Pradeep Aggarwal and Directed by Bhushan Patel. Tv Actor Karan Singh Grover who makes his Bollywood debut with this film. The film is the remake of the Thai horror film ‘Alone’ which was a worldwide smash hit. This Movie is slated to release on January 16, 2015.


Title: Awaara
Movie: Alone
Singer: Altamash Faridi, Saim Bhatt
Music: Mithoon
Lyrics: Mithoon
Cast: Bipasha Basu, Karan Singh Grover


Synopsis : The story revolves around conjoined twins Anjana and Sanjana, who had promised to be together always and how the death of one sister leads to a series of chilling incidents that leads the surviving sister to believe that the ghost of her dead twin is haunting her. The film stars Bipasha Basu as Anjana and Sanjana. This spine-chilling and intriguing trailer has managed to entice the viewers' curiosity. Audiences have given a double thumbs-up to the trailer and now, they are quite keen to watch the movie.


Video of the song from Youtube :


Awaara

Phir se wahin dil le aaya mujhe
Hai bas jahaan teri meri wafaa
Kehta hai ye ishq ki raah se
Phir ek dafaa hum guzar lein zara
Paas laaya tere, yun sataaya mujhe
Phir tere liye majboor kiya, majboor kiya..

Ho aawara aawara, awaara awaara
Aawara aawara, dil awaara hua

Ho aawara aawara, awaara awaara
Aawara aawara, dil awaara hua

Kabhi pehli barish min ye khwahishein jagayein
Kabhi isme chal rahi dhadkan ko badhayein
Fitrat se ye besabar bas tujhko bulaaye
Doori ka jo aalam ho to khoob rulaaye
Phir kitni bhi koshish kar lu dil sambhal na paye

Paas laaya tere, yun sataya mujhe
Phir tere liye majboor kiya, majboor kiya..

Ho awara awara, awara awara
Aawara awaara, dil awaara huaa

Ho aawara aawara, awaara awaara
Aawara aawara, dil awaara huaa

Chal phir unn galiyon me hum phir kho jaayein
Jahaan chalti thi mohabbat ki taaza hawaayein
Wahaan phir se ajnabi kyun na ho jaayein
Phir se ek dooje ko aa chal milwaayein
Tujhe milke aawaargi ka mausam phir aaye

Paas laaya tere, yun sataya mujhe
Phir tere liye majboor kiya, majboor kiya..

Ho awara awara, awara awara
Aawara awaara, dil awaara huaa

Ho aawara aawara, awaara awaara
Aawara aawara, dil awaara huaa



Other Songs Lyrics & Videos :

Katra Katra - Ankit Tiwari, Prakriti Kakkar
Touch My Body - Aditi Singh Sharma
Chand Aasmano Se Laapata - Bhaven Dhanak

Mehboob Ki Song Lyrics and Video - Creature 3D || Bipasha Basu, Imran Abbas Naqvi || Mithoon


Creature 3D - Mehboob Ki Hindi Lyrics Sung By Mithoon


Enjoy the Song with Lyrics "Mehboob Ki" from the movie Creature 3D in the voice of Mithoon. The Song composed and written by Mithoon.

Synopsis : Creature 3D is an upcoming Indian's first 3D monster thriller science fiction film directed by Vikram Bhatt. The film stars Bipasha Basu and Pakistani model turned actor Imran Abbas Naqvi in lead roles. Amit Tandon and Mukul Dev plays the supporting roles. This Film is produced by Bhushan Kumar and Krishan Kumar and co-produced by Ajay Kapoor under the banner of T-Seriesin association with BVG Films..


Song Title: Mehboob Ki
Movie: Creature 3D
Singer: Mithoon
Music: Mithoon
Lyrics: Mithoon
Cast: Bipasha Basu, Imran Abbas Naqvi


Video of the song from Youtube :


Mehboob Ki

Seene mein, dhadkan ki
Zaroorat hai har ghadi
Jeene ko saanson ki
Zaroorat hai sabko hi
Usi tarah nadaan dil ko zaroorat hai
Mehboob ki, mehboob ki
Mehboob ki.. mehboob ki
Mehboob ki, mehboob ki
Mehboob ki.. mehboob ki

Mehfil ko, baaton ki zaroorat hai
Hai dastoor yahi
Taaron ko raaton ki zaroorat hai
Subaho ki nahi
Usi tarah majboor dil ko zarorat hai
Mehboob ki, mehboob ki
Mehboob ki.. mehboob ki
Mehboob ki, mehboob ki
Mehboob ki.. mehboob ki

Wo jo sanam kehlaaye
Itni khusi sang laaye
Jaise ho jannat hi mili
Wo toh sukoon ka dariya
Jeene ka wo hi zariya
Jis se judi ho aashiqui
Tabhi toh haan behaal dil ko zaroorat hai
Mehboob ki, mehboob ki
Mehboob ki.. mehboob ki
Mehboob ki, mehboob ki
Mehboob ki.. mehboob ki





Ik Pal Yahi Song Lyrics and Video - Creature 3D || Bipasha Basu, Imran Abbas Naqvi || Saim Bhatt


Creature 3D - Ik Pal Yahi Hindi Lyrics Sung By Saim Bhatt


Enjoy the Song with Lyrics "Ik Pal Yahi" from the movie Creature 3D in the voice of Saim Bhatt. The Song composed and written by Mithoon.

Synopsis : Creature 3D is an upcoming Indian's first 3D monster thriller science fiction film directed by Vikram Bhatt. The film stars Bipasha Basu and Pakistani model turned actor Imran Abbas Naqvi in lead roles. Amit Tandon and Mukul Dev plays the supporting roles. This Film is produced by Bhushan Kumar and Krishan Kumar and co-produced by Ajay Kapoor under the banner of T-Seriesin association with BVG Films..


Song Title:Ik Pal Yahi
Movie: Creature 3D
Singer: Saim Bhatt
Music: Mithoon
Lyrics: Mithoon
Cast: Bipasha Basu, Imran Abbas Naqvi


Video of the song from Youtube :


Ik Pal Yahi

Aaj phir se tere nazdeeq aaya hoon
Aaj phir se tere nazdeeq aaya hoon
Haan badi kismat se iss lamhe ko paaya hoon

Aaj phir se tere nazdeeq aaya hoon
Haan badi kismat se iss lamhe ko paaya hoon
Tujhe dekh dekh ke phir se jeene lagaa main
Ab dil ko kya samjhaun
ki main tera guzra kal hoon

Ik pal yahi tera mera
Ik pal yahi tera mera..
Ik pal yahi tera mera
Ik pal yahi tera mera..
Isey jeena chahta hoon main

Phir wahi alfaaz tujhse kehna chahta hu
Raat bhar baate main teri sun'na chahta hu
Tere saath sath rahoon main
Bas yahi sadaa hai
Par zindagi me teri main sirf mehmaan hu

Ek pal yahi tera mera
Ek pal yehi tera mera..
Ek pal yahi tera mera
Ek pal yehi tera mera..
Isey jeena chahta hoon main

Lafz mere chhupne lage
Jo tu saamne hai khada
Dil dhoondta hai wahi
Pyaar jo tha kabhi darmeyaan
Ik aas hai dil ko ki tu rok le
Aur keh de ye mujhko mere sang jeena hai
Khair ho sake toh
Mujhko kabhi na bhoolna mujhe tu

Ik pal yehi tera mera
Ik pal yahi tera mera
Ik pal yehi tera mera
Ik pal yahi tera mera
Isey jeena chahta hoon main
Wo oh..

Tujhe dekh dekh ke phir se jeene laga main
Ab dil ko kya samjhaaun ki
Main tera guzra kal hoon

Ik pal yehi tera mera
Ik pal yahi tera mera
Ik pal yehi tera mera
Ik pal yahi tera mera
Issey jeena chahta hoon main





Hum na Rahein Hum Song Lyrics and Video - Creature 3D || Bipasha Basu, Imran Abbas Naqvi || Benny Dayal


Creature 3D - Hum na Rahein Hum Hindi Lyrics Sung By Benny Dayal


The song "Hum na Rahein Hum" from the movie Creature 3D Sung By Benny Dayal. The Song composed and written by Mithoon.

Synopsis : Creature 3D is an upcoming Indian's first 3D monster thriller science fiction film directed by Vikram Bhatt. The film stars Bipasha Basu and Pakistani model turned actor Imran Abbas Naqvi in lead roles. Amit Tandon and Mukul Dev plays the supporting roles. This Film is produced by Bhushan Kumar and Krishan Kumar and co-produced by Ajay Kapoor under the banner of T-Seriesin association with BVG Films..


Song Title:Hum na Rahein Hum
Movie: Creature 3D
Singer: Benny Dayal
Music: Mithoon
Lyrics: Mithoon
Cast: Bipasha Basu, Imran Abbas Naqvi


Video of the song from Youtube :


Hum na Rahein Hum

Hum na rahein hum jo thhe kabhi
Khud ko hai chhoda, peeche kahin

Hum naa rahe hum, jo thhe kabhi
Khud ko hai chhoda, peeche kahin
Teri ore badhne lage
Teri tarah ban'ne lage
Ab toh mohabbat mein lutne chale
Jeene ki khwahish mein marne chale
Ab toh mohabbat mein lutne chale..
Jeene ki khwahish mein marne chale

Teri baatein hain aisi
Maano jaise koi duaa
Jise sunkar dil ko kitna, hai sukoon mila
Mehboob ki aankhon mein hi Rab dikhta hai
Mehsoos kiya ab jaake ye khud maine
Tere aage jhukne lage
Tere raaston par rukne lage
Ab to mohabbat mein lutne chale
Jeene ki khwahish mein marne chale





Hai Dil Ye Mera Song Lyrics and Video - Hate Story 2 || Jay Bhanushali, Surveen Chawla | Arijit Singh


Hate Story 2 - Hai Dil Ye Mera Hindi Lyrics Sung By Arijit Singh

Video of the song from Youtube :
Song Title: Hai Dil Ye Mera
Movie: Hate Story 2
Singer: Arijit Singh
Music: Mithoon
Lyrics: Mithoon
Cast: Surveen Chawla, Jay Bhanushali

Hai Dil Ye Mera

Hai dil ye mera
Mujhe hardum ye poochta:
Kyun hai mujhe tujhse itni wafaa..

Kyun teri hasrat
Hai har khwahish se badhkar mujhe
Kyun naam tera hi leti zubaan..

"Saathi tera bann jaaun"
Kyun hai yeh junoon!
Har aansun tera pee jaaun
Or de du sukoon
Har din tujhko chaahun
Teri raah takun
Apni baahon mein tujhko
Main salamat rakhun

Tere hi baare mein, hai ab har zikr mera
Huaa hai kaisa asar yeh tera
Koi naseehat, na chaahun main koi salaah
Jo rooh ne mere tujhe chun liya

"Saathi tera ban jaaun"
Kyun hai yeh junoon!
Har aansun tera pee jaaun
Aur de du sukoon
Har din tujhko chaahun
Teri raah takun
Apni baahon mein tujhko
Main salaamat rakhun

Hai dil khamakhaa pareshan badaa
Isko koi samjah de zaraa
Ishq mein fanaa ho jaana
Hai dastoor yahi
"Jisme ho sabar ki fitrat"
Wo ishq hi nahin!
Samajh bhi ja aye dil mere
Kya hai ye maajra..

"Saathi tera bann jaaun"
Kyun hai yeh junoon!
Har aansun tera pee jaaun
Aur de du sukoon
Har din tujhko chaahun
Teri raah takun
Apni baahon mein tujhko
Main salaamat rakhun

Humdard Song Lyrics and Video - Ek Villain || Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor, Riteish Deshmukh || Arijit Singh


Ek Villain - Humdard Hindi Lyrics Sung By Arijit Singh

Video of the song from Youtube :
Song Title: Humdard
Movie: Ek Villain
Singer: Arijit Singh
Music: Mithoon
Lyrics: Mithoon
Cast: Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor, Riteish Deshmukh

Humdard

Pal, do pal, ki hi kyun hai zindagi
Iss, pyar, ko hai sadiyaan kaafi nahi
Toh khuda se maang lun
Mohalat main ek nayi
Rehena hai bas yahaan
Ab door tujhse jaana nahi
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai

Teri muskurahatein hain taaqat meri
Mujhko inhi se ummeed mili
Chaahe kare koi sitam ye jahaan
Inme hi hai sadaa hifaazat meri
Zindagani badi khoobsurat hui
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera Humdard hai
Jo tu mera Humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera Humdard hai

Teri dhadkano se hai zindagi meri
Khwahishein teri ab duaaein meri
Kitna anokha bandhan hai ye
Teri meri jaan jo ek hui
Lotunga yahaan tere paas main haan
Waada hai mera mar bhi jaaun kahin
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai

hmmm.. humdard hai
hmmm.. humdard hai
hmmm.. humdard hai
hmmm.. humdard hai...

Zaroorat Song Lyrics and Video - Ek Villain || Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor, Riteish Deshmukh


Ek Villain - Zaroorat Hindi Lyrics Sung By Mustafa Zahid

Video of the song from Youtube :
Song Title: Zaroorat
Movie: Ek Villain
Singer: Mustafa Zahid
Music: Mithoon
Lyrics: Mithoon
Cast: Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor, Riteish Deshmukh

Zaroorat

Ye dil tanha kyun rahe
Kyun hum tukdon mein jiye
Ye dil tanha kyun rahe
Kyun hum tukdon mein jiyein
Kyun rooh meri ye sahe
Main adhoora jee raha hoon
Hardum ye keh raha hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai (x2)

Andheron se tha mera rishta bada
Tune hi ujaalon se waaqif kiya
Ab lauta main hoon inn andheron mein phir
Toh paaya hai khud ko begaana yahaan
Tanhaayi bhi mujhse khafaa ho gayi
Banjaron ne bhi thukra diya
Main adhoora jee raha hoon
Khud par hi ik sazaa hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai

Hmm.. tere jism ki woh khushbuein
Ab bhi inn saanson mein zinda hai
Mujhe ho rahi inse ghutan
Mere gale ka ye phanda hai
Aaa..

Ho.. tere choodiyon ki woh khanak
Yaadon ke kamre mein goonje hai
Sunkar isey aata hai yaad
Haathon mein mere zanjeerin hain
Tuhi aake inko nikaal zaraa
Kar mujhe yahaan se rihaa
Main adhoora jee raha hoon
Ye sadaayein de rahaa hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai

Banjaara Song Lyrics and Video - Ek Villain || Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor, Riteish Deshmukh


Ek Villain - Banjaara Hindi Lyrics Sung By Mohammed Irfan

Video of the song from Youtube :
Song Title: Banjaara
Movie: Ek Villain
Singer: Mohammed Irfan
Music: Mithoon
Lyrics: Mithoon
Cast: Sidharth Malhotra and Shraddha Kapoor

Banjaara

Jaise jindegi dhund rahi hai
Kya ai wo makam mera hai
Yeha chayan yeh bas ruk jaun
kuyn dil yeh mujhe keheta hai
Jasbate neye sei mile hai
Jane ke asar yeh hua hai
Ek aisa mili fir mujhko jo kubul kisine kiya hai

Haan..
Kisi shaayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Main mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Hmm...

Jaise koi kinaara
Deta ho sahara
Mujhe wo mila kisi mod par
Koi raat ka taara
Karta ho ujaala
Waise hi roshan kare woh shehar

Dard mere woh bhula hi gayaa
Kuch aisa asar huaa
Jeena mujhe woh phir se sikha raha

Hmm...
Jaise baarish kar de tar
Yaa marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Main mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar

Uska tha yeh chehera
Deta hai jo pahera
Jane chupata kya dil ka samandar
Oor ko to hardum saya deta hai
Wo dhup main hai
khara khud magar
Chot lagi hai use fir kuyn mahesus mujhe ho raha
Dil tu bata kaya hai yerada hai tera

hmm.
Main parinda besabar
tha ura jo darbadar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Main mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar


Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjare ko ghar..
Jaise banjare ko ghar..
Jaise banjare ko ghar...

Baarish Lyrics & Video - Yaariyan || Singer - Mohammed Irfan


Yaariyan - Baarish Hindi Lyrics By Mohammed Irfan

Video of the song from Youtube :
Song Title: Baarish
Movie: Yaariyan
Singer: Mohammed Irfan
Music: Mithoon
Lyrics: Mithoon
Cast: Himansh Kohli, Serah Singh, Nicole Faria, Dev Sharma, Rakul Preet, Evelyn Sharma, Shreyas Pardiwalla, Sayali Bhagat, Deepti Naval, Gulshan Grover, Smita Jaykar, Yo Yo Honey Singh

Baarish

yaariyan ve... yaariyan
yaariyan ve... yaariyan ve..
yaariyaan... yaa....

dil mera hai nasamajh kitna
besabar ye bewkoof bada
chahta hai kitna tujhe
khud magar nahi jaan sakaa

is dard-e-dil ki sifarish
ab kar de koi yahaan
ki mill jaaye isey woh baarish
jo bhigaa de poori tarah (x2)

yaariyan ve... yaariyan...

kya huaa asar tere saath reh kar naa jaane
ki hosh mujhe naa raha
lafz mere thhe zubaan pe aake ruke
par ho na sake woh bayaan
dhadkan tera hi naam jo le
aankhein bhi paighaam ye de
teri nazar ka hi ye asar hai
mujh pe jo huaa

is dard-e-dil ki sifaarish
ab kar de koi yahaan
ki mill jaaye isey woh baarish
jo bhiga de poori tarah (x2)

tu jo mila
toh zindagi hai badli
main poora naya ho gaya
hai be-asar duniya ki baatein badi
ab teri sunu main sadaa

milne ko tujhse, bahaane karun
tu muskuraaye, wajah main banun
roz bitaana saath mein tere, saara din mera

is dard-e-dil ki sifaarish
ab kar de koi yahaan
ki mill jaaye isey woh baarish
jo bhiga de poori tarah (x4)

Meri Aashiqui Lyrics & Video - Aashiqui 2 || Singer - Palak Muchhal, Arijit Singh


Aashiqui 2 - Meri Aashiqui Hindi Lyrics By Palak Muchhal, Arijit Singh

Video of the song from Youtube :
Song Title: Meri Aashiqui
Film: Aashiqui 2
Singer: Palak Muchhal, Arijit Singh
Music: Mithoon
Lyric: Irshad Kamil
Cast: Aditya Roy Kapur, Shraddha Kapoor, Shaad Randhawa

Meri Aashiqui

aasan nahi yaha aashiq ho jana
palko pe kanto ko sajana
aashiq ko milti hai gum ki saugate
sabko na milta ye khajana
baatose aage wadose aage
dekho jara tum kabhi

ye toh hai shola ye hai chingari
ye hai jawag bhi
jismo ke pichhe aage ho phirte
utaro kabhi ruh mein
hota kya aashiq kya aashiqui hai
hogi khabar tab tumhe

Tum Hi Ho Song Lyrics & Video - Aashiqui 2 || Singer - Arijit Singh


Aashiqui 2 - Tum Hi Ho Hindi Lyrics By Arijit Singh

Video of the song from Youtube :
Song Title: Tum Hi Ho
Film: Aashiqui 2
Singer: Arijit Singh
Music: Mithoon
Lyric: Mithoon
Cast: Aditya Roy Kapur, Shraddha Kapoor, Shaad Randhawa

Tum Hi Ho

hum tere bin ab reh nahi sakte
tere bina kya wajud mera
hum tere bin ab reh nahi sakte
tere bina kya wajud mera

tujhse judaa agar ho jayenge
to khudse hi ho jayenge juda
kyunki tum hi ho
ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho
chain bhi, mera dard bhi
meri aashiqui, ab tum hi ho

tera mera rishta hai kaisa
ek pal door gawar nahi
tere liye har roz hai jite
tujhko diya mera waqt sabhi
koi lamha mera na ho tere bina
har saans pe nam tera

kyunki tum hi ho
ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho
chain bhi, mera dard bhi
meri aashiqui, ab tum hi ho

tum hi ho tum hi ho
tere liye  hi jiya mein
khudko jo u de diya hai
teri wafa ne mujhko sambhala
saare gamoko dilse nikala
tere sath mera nasib juda
tujhe pake adhura na raha

kyunki tum hi ho
ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho
chain bhi, mera dard bhi
meri aashiqui, ab tum hi ho